Maine
Ye Kab Kaha Mujhe Dunya Ka Maal De
Mujh
Ko Gada Bana Ke MADINE Me Daal De
Kehte
Rahe BILAAL Yahi Har Makam Par
Niklegi
Meri Jaan MUHAMMAD Ke Naam Par
Aisa
Mere Seene Me Ishq e BILAAL De
Mujhko
Gada Bana Ke MADINE Me Daal De
Jo
Bhi HUZUR Ko Kahe Apni Tarah Basar
Bistar
Uthaye Phirte Rahe Ye Wo Jalwagar
Aise
Munafikon Ko Nagar Se Nikaal De
Mujhko
Gada Bana Ke MADINE Me Daal De
Peshe
NABI Jo Aaye To Yaksar Badal Gaye
Patthar
UMAR Ke Moum Ki Tarha Pighal Gaye
Ho
Gar Kisi Ke Paas To Yesi Mishal De
Mujhko
Gada Bana Ke MADINE Me Daal De
Muddat
Se Mere Dil Me Basi Hai Ye Aarjoo
Jalwa
RASOOL e PAAK Ka Dekhun Me Rubaroo
Moula
Tu Mere Kalb Ki Hasrat Nikaal De
Mujhko
Gada Bana Ke MADINE Me Daal De
subhanallah
ReplyDelete