Rehmat
E Do Aalam Ka Jaan Nishaar Ho Jaye
Bhik
Maangne Wala Taj Daar Ho Jaye
Aur
Wo Kisi Se Dar Jayen Yeto Ho Nahi Sakta
Seerat
E MUHAMMAD Se Jisko Pyar Ho Jaye
Ho
Nigahe MOMEENMe Kam Se Kam Jalal Itna
Khar
Phul Ho Jayeen Phul Khar Ho Jaye
Dono
Haath Faila Kar Khud Bulayegi JANNAT
Jiska
Safa E Mehsar Jimmahdaar Ho Jaye
Gar
Ishara Ho Jata Dusri Bhi Ungli Ka
Chand
Ek Lamhe Me Do Se Char Ho Jaye
Usko
Aatis E Dojakh Bhi Jala Nahi Sakti
Jo
NABI Ki Galion Ka Khak Saar Ho Jaye
Jindagi
Sanwar Jaye Aakherat Bhi Banjaye
Jo
MUJAHID E MILLAT Pe Nishaar Ho Jaye
AAQA
Ki Gulami ke Daayere Me Aa Jao
Phir
Ye Gair Mumkin Hai Apni Haar Ho Jaye