Sunday, July 14, 2013

Kaise kahen ke hum sa Inshaan Mustafa hain..

Zeeshan Mustafa hain,  sultaan Mustafa hain….
.
Eimaan keh raha hai,,  Meri jaan Mustafa hain…
.
Wallaial wadduha hain yaaseeen or taha..
.
Surat bata rahi hai...   Quraan Mustafa hain…
.
Quraan padh liya to itna samajh me aaya..
.
Kaise kahen ke hum sa Inshaan Mustafa hain..

.
Sallallaho Alaihi Wasallam ....

No comments:

Post a Comment

Receive All Free Updates Via Facebook.